Vastu Shanti Hawan And Pooja.
Vastu Shanti Havan aur Pooja ek mahatvapurn vaidik anushthan hai jo ghar, plot, office ya naye nirmaan mein
utpann vastu doshon ko door karne ke liye kiya jaata hai. Is pooja mein Ganesh Poojan, Navgrah Shanti,
Vastu Devta Poojan aur vaidik mantraon ke saath hawan sampann hota hai.
Is anushthan ka uddeshya ghar ke sabhi sadasyon ke jeevan mein shanti, swasthya, dhan aur sukh-samriddhi
lana hota hai. Vastu Shanti Pooja naya ghar lene, grih pravesh, ya kisi bhi badha ke nivaran ke liye
atyant laabhkaari mani jaati hai.

Reviews
There are no reviews yet.